×







We sell 100% Genuine & New Books only!

Stories From Panchatantra at Meripustak

Stories From Panchatantra by Shiv Kumar, Childrens Book Trust

Books from same Author: Shiv Kumar

Books from same Publisher: Childrens Book Trust

Related Category: Author List / Publisher List


  • Retail Price: ₹ 0/- [ 0% off ]

    Seller Price: ₹ 0/-

Sold By: Meripustak

Offer 1: Get 0 % + Flat ₹ 50 discount on shopping of ₹ 1000 [Use Code: 0]

Offer 2: Get 0 % + Flat ₹ 50 discount on shopping of ₹ 1500 [Use Code: 0]

Offer 3: Get 0 % + Flat ₹ 50 discount on shopping of ₹ 5000 [Use Code: 0]

Free Shipping (for orders above ₹ 499) *T&C apply.

Out of Stock
General Information  
Author(s)Shiv Kumar
PublisherChildrens Book Trust
ISBN9788170112310
Pages160
BindingHardcover
LanguageHindi
Publish YearJanuary 1994

Description

Childrens Book Trust Stories From Panchatantra by Shiv Kumar

Contents:

Page No:

Preface:

बन्दर का कलेजा

7

किसी नदी के किनारे एक बहुत बड़ा पेड़ था। उस पर एक बन्दर रहता था। उस पेड़ पर बड़े मीठे-रसीले फल लगते थे। बन्दर उन्हें भरपेट खता और मौज उडाता। वह अकेला ही मजे में दिन गुज़ार रहा था।

खरगोश की चतुराई

14

किसी घने वन में एक बहुत बड़ा शेर रहता था। वह रोज शिकार पर निकलता और एक नहीं, दो  नहीं, कई-कई जानवरों का काम तमाम कर देता। जंगल के जानवर डरने लगे की अगर शेर इसी तरह शिकार करता रहा तो एक दिन ऐसा आयेगा कि जंगल में कोई भी जानवर नहीं बचेगा।

धोखेबाज सारस

20

बहुत समय की बात है। एक तालाब के किनारे एक सारस रहता था। तालाब में बहुत सारी मछलियां थी। सारस रोज भरपेट मछलियां खाता।

कौवे ने सांप को पछाड़ा

25

एक बड़े बरगद के पेड़ पर एक कौवे और कौवी ने अपना घोंसला बनाया। वे अपने बाल-बच्चों के साथ उस घोंसले में रहने लगे।

गवैया गधा

33

एक धोबी के पास एक बूढ़ा-सा मरियल गधा था। गधा रोज सवेरे मैले कपड़ों की गठरी लेकर घाट जाता और शाम को धुले कपड़ों को लादकर घर लता था। रात होने पर उसे घूमने की छुटृटी मिल जाती थी। एक बार घूमते-फिरते उसकी भेंट एक गीदड़ से हुई। दोनों दोस्त बन गएे। अब दोनों भोजन की तलाश में साथ-साथ घूमने लगे।

मूर्ख कछुआ

36

बहुत समय की बात है, एक तालाब में एक कछुआ रहता था। दो बगुलों से उसकी दोस्ती थी। वे तीनों रोज बड़ी देर गपशप किया करते थे। इस तरह वे कई साल तक साथ-साथ आनन्द से रहते थे।

गधे में दिमाग कहाँ

40

जंगल का राजा शेर, बूढ़ा और कमज़ोर हो गया था। अब वह पहले की तरह जानवरों का शिकार नहीं कर सकता था। कभी-कभी तो उसे दिन-दिनभर भूखा रहना पड़ता। दिनों-दिन वह अधिक कमज़ोर और बूढ़ा होता जा रहा था। एक दिन उसने सोचा,…

सांप की पत्नी

47

एक छोटे से गांव में एक ब्राह्मण और उसकी पत्नी रहते थे। उन दोनों के कोई सन्तान नहीं थी इस कारण वे बहुत ढुखी रहते थे। वे हर रोज बच्चे के लिए भगवान से प्राथ॔ना करते, पूजा-अर्चना करते और मनौतियां मनाते रहते।

जैसे को तैसा

53

बहुत समय पहले नादुक नाम का एक धनि व्यापारी रहता था। कुछ समय बाद उसे व्यापार में घाटा पड़ गया और वह कर्ज में डूब गया। नादुक के दुख के दिन थे। हाथ पर हाथ रखकर बैठने से कोइ लाभ नहीं,..

एकता ही बल है

58

एक बार कबूतरों का एक झुण्ड खाने की तलाश में बड़ी दूर उड़ता चला गया। मीलों उड़ने के बाद भी उन्हें कहीं अन्न का दाना नज़र नहीं आया। यों ही भूखे-प्यासे वे एक घने जंगल के ऊपर से गुज़र रहे थे। एक नन्हा कबूतर बहुत थक गया था। उसने झुण्ड के सरदार से विनय की, "महाराज, हम कहीं थोड़ी देर के लिए सुस्ता लें।"

शेखचिल्ली  ब्राह्मण

62

बहुत समय पहले एक ब्राह्मण रहता था। वह भीख मांगकर गुज़र-बसर करता था। कभी-कभी तो उसे कई दिन भूखा रहना पड़ता। कभी मुश्किल से एक समय का खाना जुटा पता। मगर एक दिन उसकी किस्मत चमकी।

मूर्ख विद्वान

68

बहुत समय पहले किसी नगर में चार मित्र रहते थे। उनमें गहरी दोस्ती थी। वे हमेशा साथ-साथ रहते थे। उनमें से तीन वयक्ति बड़े ही विद्वान थे। उन्होंने इतना कुछ सीखा-पढ़ा था की आगे और सीखने के लिए कुछ नहीं बचा। परन्तु इतने पढ़े-लिखे होने पर भी।।।

गिदडभबकी

72

बहुत समय की बात है, एक घने जंगल में शेर और शेरनी एक जोड़ा रहता था। कुछ दिनों बाद शेरनी को दो बच्चे हुए। बच्चों को पाकर दोनों बहुत खुश हुए। शेर ने शेरनी से कहा, "जब तक बचे...

पुनमू॔षिका

77

बहुत समय पहले गंगा नदी के तट पर एक आश्रम में अनेक ऋषि-मुनि रहते थे। उनके गुरु बड़े ही विद्वान और सिद्ध पुरुष थे। वे अपनी शक्ति से तरह-तरह के आश्चर्यजनक चमत्कार कर सकते थे। एक दिन गुरूजी गंगा स्नानकर नदी

समझ का फेर

82

बहुत दिनों की बात है। किसी गांव में एक किसान रहता था। उसका घर गांव के छोर पर था। वह अपनी पत्नी और एक बच्चे के साथ रहता था। किसान और उसकी पत्नी बच्चे को बहुत चाहते थे। एक दिन शाम को किसान

अकृतज्ञ मनुष्य

85

वर्षो पहले किसी गांव में एक गरीब ब्राह्मण रहता था। वह नौकरी की खोज में था। पर कोशिश करने पर भी उसे कोई ढंग का काम नहीं मिल पाया। गरीबी से तंग कर ब्राह्मण ने...

कपटी न्यायाधीश

95

एक बहुत बड़े और घने पीपल के पेड़ के तले एक तीतर ने अपना घोंसला बानया। उस पीपल के इर्द-गिर्द और भी अनेक छोटे-बड़े पशु-पक्षी रहते थे। उन सभी से तीतर की अछि मित्रता थी एक दिन...

चार दोस्त

100

एक घने जंगल में एक झील थी। उसके किनारे चार मित्र रहते थे। उनमें से एक छोटा-सा भूरा चूहा था। उसकी लम्बी पूँछ और काली चमकीली आँखें थी। वह झील के किनारे एक

रंगा सियार

107

एक बार एक सियार भोजन की तलाश में भटक रहा था। आज का दिन उसके लिए बहुत बुरा साबित हुआ था, क्योंकि उसके खाने को कुछ भी नहीं मिला था। थका-मांडा और भूखा-प्यासा वह

तीन धूर्त

111

एक ब्राह्मण को एक दिन दान में एक बकरी मिली। वह बकरी को कंधे पर रखकर घर की और चल पड़ा। रास्ते में तीन धूर्तों ने उस ब्राह्मण को बकरी ले जाते देखा तो

बुद्धिमान हंस

115

एक घने जंगल में एक बहुत ऊँचा पेड़ था। उसकी शाखायें छतरी की तरह फैली हुई थी और बहुत घनी थी। हंसो का एक

चार का बलिदान

119

एक बार की बात है तीन नवयुवक एक शहर में रहते थे। तीनो बड़े गहरे मित्र थे। उनमें से एक राजकुमार था, राजा का सबसे छोटा बेटा। दूसरा राजा के मंत्री का पुत्र था और तीसरा था एक धनी व्यापारी का लड़का। ये तीनों

अच्छे मेहमान आये

126

बहुत पुरानी बात है। एक खटमल था। उसका बड़ा भरी कुटुम्ब था। ढेरों बच्चे थे। फिर उन सबको भी बहुत सारे बाल-बच्चे थे। खटमल अपने

चन्द्र-सरोवर

130

बहुत दिनों की बात है। हाथियों का एक बड़ा झुण्ड एक जंगल में रहता था। एक बड़े दांतों वाला विशालकाय हाथी उस दल का राजा था। यह गुजराज अपने दल की देखभाल बड़े प्यार और ध्यान से करता था

मित्र की परख

137

एक था सिंह, जो जंगल का राजा था। वह खूब लम्बा-चौड़ा और बलवान था। वह बहुत रोबीला था और भयानक भी।

तीन मछलियां

145

तालाब में तीन मछलियां रहती थी। उनकी आपस में दोस्ती तो थी लेकिन तीनों का स्वभाव अलग-अलग था।

बोलती गुफा

148

एक भूखा शेर शिकार की खोज में जंगल में घूम रहा था। घूमते-घूमते वह थक गया। उसकी भूख भी बढ़ गयी।

नन्हे-मुन्ने चूहे-चुहिया और भरी-भरकम हाथी

151

बहुत दिन पहले एक झील के किनारे एक बहुत बड़ा नगर था। नगर जितना बड़ा था उतना ही सुन्दर था। वहां अनेक मन्दिर और शानदार इमारतें थी।



Contents:

Page No:

Preface:

Bandar ka Kaleja

7

Kisi nadi ke kinare ek bahut bada ped tha. Uss par ek Bandar rehta tha. Uss ped par bade meethe-rasheele fhal lagte the. Bandar unhe bharpet khata khata aur mauj udata. Wah akela hi maje me din guzar raha tha.

Khargosh ki Chaturaai

14

Kisi ghane wan me ek bahut bada sher rehta tha. Wah roj sheekar par nikalta aur ek nahi, do nahi, kai-kai jaanwaron ka kaam tamam kar deta. Jungle ke jaanwar darrne lage ki agar sher isi tarah sheekar karta raha toh ek din aisa aayega ki jungle me koi bhi jaanwar nahi bachega.

Dhokebaj Saras

20

Bahut samay ki baat hai. Ek talaab ke kinaare ek saras rehta tha. Talaab me bahut saari machliyan thi. Saras roj bharpet machliyan khata.

Kauwe ne saanp ko Pachada

25

Ek bade Bargad ke ped par ek Kauwe aur Kauwi ne apna ghoshla banaya. Weh apne baal-bachon ke sath uss ghoshle me rehne lage.

Gaweya Gadha

33

Ek Dhobi ke pass ek budha-sa mariyal gadha tha. Gadha roj sawere mailey kapdon ki gathri le kar ghat jata aur shaam ko dhule kapdon ko laad kar ghar lata tha. Raat hone par usse ghumne ki chutti mil jati thi. Ek bar ghumte-fheerte uski bhent ek gidad se hui. Dono dost bann gaye. Ab dono bhojan ki talash me sath-sath ghumne lage.

Murkh Kachua

36

Bahut samay ki baat hai, Ek talaab me ek Kachua rehta tha. Do Bagoolon se uski dosti thi. Weh teeno roj badi derr gapshup kiya karte the. Iss tarah weh kai saal tak sath-sath anand se rehte the.

Gadhe me dimag kahan

40

Jungle ka Raja Sher, Budha aur kamzor ho gaya tha. Ab wah pehle ki tarah jaanwaron ka sheekar nahi kar sakta tha. Kabhi-Kabhi toh usse din-dinbhar bhukha rehna padta. Dino-din wah adhik kamzor aur budha hota ja raha tha. Ek din usne socha…

Saanp ki patni

47

Ek chota se Gaon me ek Brahman aur uski patni rehte the. Un dono ke koi santan nahi thi iss karan weh har roj bache ke liye bhagwan se prathna karte, Puja-Archana karte aur Manotiyan manate rehte…

Jaise ko taisa

53

Bahut samay pehle Naduk naam ka ek dhani wayapari rehta tha. Kuch samay baad usse wayapar me ghata pad gaya aur wah karj me doob gaya. Naduk ke dukh ke din the. Hath pe hath rakhkar baithne se…

Ekta hi bal hai

58

Ek bar Kabootaron ka ek jhund khane ki talash me badi durr udta chala gaya. Meelon udne ke baad bhi unhe kahin Ann ka dana nazar nahi aaya. Yon hi Bhukhe-Pyase weh ek ghane jungle ke upar se guzar rahe the. Ek nanha Kabootar bahut thak gaya tha. Usne jhund ke sardar se winaya ki, "Maharaj, Hum kahin thodi derr ke liye susta len."

Seikhchilli Brahman

62

Bahut samay pehle ek Brahman rahta tha. Wah bheekh mangkar guzar-basar karta tha. Kabhi-kabhi toh usse kai din bhukha rehna padta. Kabhi mushkil se ek samay ka khana jutta pata. Magar ek din…

Murkh Widhwan

68

Bahut samay pehle kisi nagar me char mitra rehte the. Unme gehri dosti thi. Weh hamesha sath-sath rehte the. Unme se teen waikti bade hi widhwaan the. Unhone itna kuch seekha-padha tha ki aage aur seekhne ke liye kuch nahi bacha. Parantu itne padhe-likhe hone par bhi...

Gidadhbhabki

72

Bahut samay ki baat hai, Ek ghane jungle me Sher aur Sherni ka ek joda rehta tha. Kuch dino baad Sherni ko do bache hue. Bachon ko pa kar dono bahut khush hue. Sher ne Sherni se kaha, "Jab tak Bache…

Punmursheeka

77

Bahut samay pehle Ganga nadi ke that par ek Aashram me anek Rishi-Muni rehte the. Unke Guru bade hi widhwaan aur sidh purush the. Weh apni shakti se tarah-tarah ke aashcharyajanak chamatkar kar sakte the. Ek din Guruji Ganga snankar nadi …

Samjh ka Fher

82

Bahut dino ki baat hai. Kisi gaon mein ek Kishaan rehta tha. Uska ghar gaon ke chore par tha. Wah apni patni aur ek bache ke sath rehta tha. Kishaan aur uski patni bache ko bahut chahte the. Ek din shaam ko Kishaan…

Akritgya Manushya

85

Warso pehle kisi Gaon me ek gareeb Brahman rehta tha. Wah naukri ki khoj me tha. Par kosish karne par bhi usse koi dhang ka kaam nahi mil raha paya. Gareebi se tang aa kar Brahman ne...

Kapti Nyayadheesh

95

Ek bahut bade aur ghane peepal ke ped ke tale ek Teetar ne apna ghoshla banaya. Uss Peepal ke ird-gird aur bhi anek chote-bade pashu-panchi rehte the. Un sabhi se Teetar ki achi mitrata thi. Ek din...

Char Dost

100

Ek ghane jungle me ek jheel thi. Uske keenare char mitra rehte the. Unme se ek chota-sa bhura chuha tha. Uski lambi poonch aur kaali chamkili aankhein thi. Wah jheel ke kinaare ek…

Ranga Shyyaar

107

Ek bar ek Shiyaar bhojan ki talash me bhatak raha tha. Aaj ka din uske liye bahut bura saabit hua tha, kyonki uske khane ko kuch bhi nahi mila tha. Thaka-maanda aur bhukha-pyasa wah…

Teen Dhoorth

111

Ek Brahman ko ek din daan me ek Bakri mili. Wah Bakri ko kaandhe par rakhkar ghar ki aor chal pada. Raaste me teen dhoorthon ne uss Brahman ko Bakri le jate dekha toh…

Budhiman Hans

115

Ek ghane jungle me ek bahut uncha ped tha. Uski shakhayein chattri ki tarah fhaili hui thi aur bahut ghani thi. Hanso ka ek…

Char ka Balidaan

119

Ek bar ki baat hai teen navyuwak ek shahar me rehte the. Teeno bade gehre mitra the. Unme se ek Rajkumar tha, Raja ka sabse chota beta. Dusra Raja ke Mantri ka putra tha aur tisra tha ek dhani wayapari ka ladka. Ye teeno…

Ache mehman Aaye

126

Bahut purani baat hai. Ek Khatmal tha. Uska bada bhari kootomb tha. Dheron bache the. Fir un sabko bhi bahut saare baal-bache the. Khatmal apne…

Chandra-Sarowar

130

Bahut dino ki baat hai. Hathiyon ka ek bada jhund ek jungle me rehta tha. Ek bade daanton wala Vishalkaaye Hathi uss dul ka Raja tha. Yah Gujraj apne dul ki dekhbhal bade pyar aur dyan se karta tha…

Mitra ki Parakh

137

Ek tha Singh, Jo jungle ka Raja tha. Wah khoob lamba-chauda aur balwaan tha. Wah bahut robila tha aur bhayanak bhi.

Teen Machliyan

145

Taalab me teen Machliyan rehti thi. Unki aapas me dosti toh thi lekin teeno ka swabhaw alag-alag tha.

Bolti Gufha

148

Ek bhukha Sher sheekar ki khoj me Jungle me ghum raha tha. Ghumte-Ghumte wah thak gaya. Uski bhukh bhi badh gayi.

Nanhe-munhe Chuhe-Chuhiya aur Bhari-Bharkum Hathi

151

Bahut din pehle ek Jheel ke keenare ek bahut bada nagar tha. Nagar jitna bada tha utna hi sundar tha. Wahan anek Mandir aur Shaandar Emaratein thi.



Book Successfully Added To Your Cart